Jaanti ho tum...?Barson pehle,
Aaj k din,
Kya baat hui thi,
Bol Sehailee,
Boojh Pehailee,
Soch mein parh gai,
Chup kyun kar gai,
Aao tum ko main batlaon,
Barson pehle aaj ki din,
Ek shoukh kirn ne,
Is dharti ko ronaq bakhshi aur muskai,
Kya tum ko ye baat pata hy??
Aaj Tumhari Saalgirah hy...
No comments:
Post a Comment