Friday, October 31, 2008

Saalgirah-13

It is your birthday,
And on this day,
I want you to know that,
You are a very Special Person,

Who has touched & warmed many lives,
Including mine,
I also want you to know,
How much I appreciate you,

Have a very Happy Birthday...

Saalgirah-12

aa
Phool khilte rahen zindagi ki raah mein,
Hansi chamakti rahe aap ki nigah mein,
Qadam qadam par milay khushi ki bahaar aap ko,
Dil deta hy yehi dua baar baar aap ko,
Happy Birthday...

Saalgirah-11

Your birthday is a day set aside just to celebrate you,
A day to shower you
With attention and appreciate your
goodness and warmth...
In my own,
I celebrate you the rest of the year too...

For you are a very rare person, special friend and
I,
Thank you for being the wonderful part of my world...
Happy Birthday my for ever friend...

Saalgirah-10


Dua yehi hy bahaaron mein musturati rehein,
Falak pe chaand sitaron mein muskurati rehein,
Mehak uthay teri khushboo se zamana sara,

K ban k phool hazaaron mein muskurati rehein,
Adad pe chara rahe tere qalam ka jalwa,
K ban k shama, minaron mein muskurati rehein,
Khuda kare k ho har ek tamanna poori,
K kaamyaabi qataron mein muskurati rehein,
Daraaz umer ho aur khush tumhein Khuda rakhe,
Gham-e-Duniya k in khaaron mein Muskurati rehein,

Hain aap Shama-e-Mehfil, Hain aap Rooh-e-Adab,
Nazar mein dhal k nazaron mein muskurati rehein,
Meri taraf se mubarak ho tumhein Saalgirah,

Sada chaand taaron mein muskurati rehein...

Saalgirah-9


1 Saal mein,
12 Month,
365 Din,
8760 Ghante,
525600 Minutes,
Aur 525600 Minutes mein itne hi Lamhe,
Her lamhe mein aik hi paigham,
Happy Birthday to you...

Saalgirah-8

Sweet heart! You are so beautiful,
My love for you will always be true,
Here's a wish for you my sincere loving friend,
May all your dreams come true,

I wish you a very happy birthday,
With lots of wishes for now and for the due,

Prays, love beats from the core of a heart,
That beats just for you...

Saalgirah-7


Fly in the plane of ambition,
And land on the airport of success,
Luck is yours, Wishes are mine,
May your future!

Always be shine...
With Lots Love...

Happy Birthday Sweet Heart...

Saalgirah-6


Ek ada aap ki dil churane ki,
Aur ek ada dil mein bas jane ki,
Chehra aap ka chaand sa,
Aur...
Ek Zid hamari chaand panay ki...
***HAPPY BIRTHDAY***

Saalgirah-5


Saalgirah ki sham mubarik,
Sham k lab par meri yaad machalti rehne dena,
Apne hissay ki sab shama'en gul kar dena lekin,

Mere naam ki aadhi shama jalti rehne dena...

Saalgirah-4

Mann mein uthi angrai se,
Samundar ki gehrai se,

Dil ki her sachai se,
Mere sath mein chalti teri parchai se,

Jab faarigh ho tu neend ki hamrai se,

Phir sun lena is Bhai se,
Aaj tumhari Saalgirah hy,
Dua bheji hy purwai se....

Saalgirah-3

Aaj tumhara birthday hy,
Phool samjho to tor lo mujhe aaj,
Chaand jano to dekho mujhe aaj,

Ghalat jano to mita do mujhe aaj,
Sahi samjho to apna lo mujhe aaj,
Kyun k tera janam din hy meri jaan aaj,

Aur hamesha ki tarah.....

Sabhi haq tumhare hain lo phir aaj....

Saalgirah-2

Jaanti ho tum...?
Barson pehle,

Aaj k din,
Kya baat hui thi,
Bol Sehailee,
Boojh Pehailee,
Soch mein parh gai,
Chup kyun kar gai,
Aao tum ko main batlaon,
Barson pehle aaj ki din,
Ek shoukh kirn ne,
Is dharti ko ronaq bakhshi aur muskai,
Kya tum ko ye baat pata hy??
Aaj Tumhari Saalgirah hy...


Saalgirah-1


Yehi koi chand barson pehle,
Sehar bohat thi roshan roshan,
Khunk hawa thi madham madham,

Har su kalliyan mehak rahi thein,

Shajar pe chiriyan chahak rahi thein,

Kaga ne eelan kichali hui hy,
Chand ghariyon mein pohanch rahi hy,
Us ka istaqbaal hy laazim,

Aaj b hon is baat pe qaaim,

Aur is din se nahi bhoola
ya tha,

Arsh se hoor ek
mujh ko,

Saalgirah ka kehna tum ko...